Wednesday, March 22, 2017

Yaha galti se bhi na kare esa kaam! Varna pad sakta he jurmana bharna.

Braking news

😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲😲

Bahut se ese kam ya gatividhiya hai. jhinhe aap kamare desh mai samainy samajte hai or inhe akser karte hai lekin kabhi videsh jaye to dhyan rakhe, duniya mai kayi jaghe kuch kaash kaam ya activity ko karna kisi ka apman ya kannuni virodh mana ja sakta hai. 


MUH BANANA YA UDASH HONA😞

Aksher kisi se naraj hone, nirash hone ya udash hone par ham apna chehara latka kar ghumte hai par kabhi uttari italy ke Milan city mai jaye to bhulkar bhi esa na kare. vaha aapko apna chehara tarotaja, khila huaa or muskarata huaa hi rakhna hai. varna aap ko jurmana bharna pad sakta hai.

PAKSHIYO KO DANA KHILANA

Aap har subha kabutaro or goryaaoo ko javar, gehu ya bajre ke dane salte hai? badi acchi bat hai. lakin yah aadat aap ko tab bhulni hogi, jab aap vanice ke ture par jayege. kyo? kyoki yaha par esa karna kanunan jurm hai or iske liye aap ko 700 $ tak penalty dena pad sakta hai.

HIGH HILL PHENNA

Aap apna kad ucha rakhne ya feshan statement ke lihaj se uche hill ki chapal phanne ka shok rakhti hai or grish ke paryatan ke liye ja rahi hai to  behatar hoga ki in sendal ki yahi chod jaye. yaha ke puratatv mahtatv ke paryatan stalo par 6 inch vali hill pahnna mana hai. inka manna hai ki isse pura mahtv ke smarko ko nuksan pahuchta hai.

TIME TRAVEL MOVIES BILKUL NHI

Mana aapko vigyan par adharit time travel film pasand hai to bhi agar aapne inhe download ya save kar rakha hai to delet kar ke hi chin me pravesh  kijiye. vaha esi filmo ko 2011 se banned kar diya gya hai kyoki chin ke anusar ye filme ithihas ka asamman karti hai.

FLIP FLOP PHENNA BHI GALAT HAI.

Mana ki flip flop phenne mai aaramdayak hoti hai par spain me ise phenna mana hai. vaha ke preshashan ka mannan hai ki inhe phnne se durghatnaye jayda hoti hai. isliye aap inhe phane huye paye gye to 200 youro ka jurmana dena pad jayega. kepri namak city me bhi tap tap avaj karne vali flip flop par pabandhi hai.

No comments:

Post a Comment

24 TIME INFORMATION

How to get Havasu Falls Permit & Can we swim under it?

  Havasu Falls is the most popular tourist destination of grand canyon!   Are you planning to visit Havasu fall? Then you have to know these...