Aap kitni apne samajdari se sare kartee hai, ise jannan bahut jaruri hai kyoki samajdri ke sath kiye jane vale kam aapko jagrook upbhokta ki shadi me lati hai.
Kya aap perfectionist hai?
- Kya aap har kam soch kar karte hai?
- Shedul ka sayi se palan karne mai vishvas rakhte hai?
- Avayasta se aapko gussa aa jata hai or aap khij jate hai!
- Dusre ke duvra ki jane vali laparvahi se turant tensh me aa jate hai?
- Har kam ko time se karne ki adat hai?
- Har kam ko apna 100% dene ki adat hai?
Ye sabhi lakshy perfectionost hone ke hai!purnta se har chiz karna acchi bat hai par aadat jab sanak ban jaye or jivan ke har phaloo ko prabhavit karne lge to thoda sochne ki avashakta hai. perfectionist yani har kam se purnta chane vale vyakti apni expectation par pura na utar pane ki vja se lagatar tanav grast rehte hai. perfectionist dusro ki kamiya dekh kar unhe dur karne kee dhoon me dukhi rehte hai. ve dusro ko apni bhati purn banana chate hai or esa na hone par chrodhit ho jate hai or swyam ko beeyajat mahesuts karte hai. Ve kam me kotahee baratne valo se duri bana lete hai ya lagatar unki galtiya sayi karne ko prayas karte rehte hai.`
SEEMAO KO SAMJE
Aap koshish hee kar sakte hai. Kam ko karne ka servotam prayas he kar sakte hai. phal aapke shetraadhaikar me nahi hai is liye simaye phechanne or parinam ka tanav len band kre.
BHAVNAO ME NA BAHE
Perfectionist vyakti akser bahvook hote hai. Kisi ko na nhi khe pate or fir appekshye poori na kar pane se tanao me jite hai.
RELEX BHI RAHIYE
Sara din short process me mat gujariye. kabhi relex bhi rahiye.relexed rehne se phle enerjectick rahiye.
MAAF KARNA SIKHE
Dusro ko maaf karne ke sath-sath aapswyan ko bhi maaf karna seekhe. aapka har prayas sarthak ho, jaruri nhi. kyi bar sarvotam krne ke bavjud bhi aapeshith parinaam nahi milte. khud ko maaf kariye annytha aap glani me hi jalte rhege.
KHUD KO SHOSHALAISE KRE
Yadi aap perfectionist hai to dosto ke sath time jarur bitaye. aapko apni galtiya halke mai lene ki aadat pdegi. party me enjoy kare, tanav kam hoga.
JAYDA NA SOCHE
Perfectionist aksar sochte jayda hai. aap adhik vicharvan hone se bache. jayda sochne se kyi bar nakaratmakta panapti hai.
YOGA KRE
Niyamit vyayam, yog, meditation karne se aap apni aadat ko accha roop de sakege. dinchaiya me in sabhi ko shamil kare.
SWYAM SE PYAR KRE
Apni khushiyo or kamiyo ke sath swyam ko sweekare. swyam ko sweekarne or pyar karne se vyakti santulit rehta hai or usme aatmveeshvas panapta ahi.
NAA KEHNA SIKHE
Annavshyak kam na pale. dekha dekhi, zhute dikhave ya aadarsh mai esi chize/bate na sweekare, jine karna aapke bas me nahi.
No comments:
Post a Comment
24 TIME INFORMATION